Parmatma Smriti ka tilak lagate hue sabhi Aaye hue matrashakti ka samman Kiya FIR bhajan Sandhya ka aayojan hua jismein Nagar ki pratishthit sabhi mahilaon ne milkar Bhagwan Bhole naat shiv ke geet gakar apne aap ko gaurbandhit mahsus kiya Seva Kendra prabhari BK sulekha bahan ne sabhi ko parmatma Sandesh Diya aur vidyalay padharne Ka nimantran Diya aur kahan ki vartman samay ki Mang hai apne aap ko pahchan kar parmatma Ka dhyan karne ka aur swayam ke parivartan ka samay chal raha hai ismein Ham sabhi ko Apne bhagidari nibhaani chahie
Special Moments
Cultural Programs
Testimonials
Karykram ki sarahna karte hue kaha ki aise hi karykram hote Rahe aur Brahma kumaris mein adhikansh jab bhi aate Hain to kuchh na kuchh naya Hi sikhane ko milta hai aur bahut hi achcha Laga Ham sabhi ka nirantar prayas rahega ki jab bhi aap bulaen Ham sabhi aaenge jarur